Aye dost ab mujhe saharon ki aadat nhi rhi,
Teri hi kya kisi ki bhi ab zaroorat nhi rhi,
Tujhe kya hi kahu Teri tu ab aadat bhi nhi rhi,
Tere chehre mai ab wo hasi nhi rhi,
Tera raasta bhi ab badal chuka hai,
Tera Mera jo tha waasta ek dusre se ab nhi Raha hai,
Ab ke ladai hai khud apne hi app se hamari,
Matlab Jeet haar ki koi keemat nhi rhi,
Aadat jo teri thi wo ab nhi rhi,
Aadat jo akele pan ki pehle azab lagti thi,
Ab lutf ban gyi h aziyat nhi rhi,
Ab tu mujhe kisi ki zaroorat hi nhi rhi,
Teri tu kya mujhe ab tujh jaise ki bhi zarurat nhi rhi.
No Comment! Be the first one.