Meri mehnaton ka mujhe fal mil raha hai,
Mere ghar waalon ko bhi mujhpe naaz hai,
Aur kyu guroor na karu mai apni kamiyaabi per,
Bohoton ne kaha tha tum kuch nhi kar skti ho,
Maine fir khud ko sabit bhi kar diya,
Un logo ka muh bhi fir maine band kr diya,
Jo kehte the tum kuch nhi kar sakti ho,
Unse mujhe kuch kehna hai dekho aaj,
Tum kaha ho aur mai kaha pouch gyi hu,
Tum wahi ke wahi rahe dusron ki kamiyan dhoodhte rhe,
Maine mehnat ki khudko sabit kiya,
Aur apna khawab bhi pura kiya.
Read More: Mai bhool jau usse, usse yaad karaya na karo, koi zaroorat nahi hai,
Other Articles
Previous
Kuch Yu Bikher Diya Hai
Next
September 10, 2023
Fakhr Hai Apne App Per
Previous
September 10, 2023
No Comment! Be the first one.