Suno yara tum janti ho ya fir jaan kar anjaan banti ho,
Haqiqat mai mujhe maanti ho ya fir bas dikhawa krti ho,
Jaan keh keh kar kahin tum mujhe gumrah tu nhi krti ho,
Yaar tum yaar ho meri, Aur ha tumhi pyaar ho mera,
Puri duniya mai tere jaisa yaar kaha talashon gi,
Tum door ho gyi agar mujhse tu khudko kaise samhalu gi,
Tum tu janti ho na sab tum fir anjaan kyu banti ho,
Tum sabse pyaari dost ho meri,
Tum jab na aao tu dil nhi lagta kahin mera,
Tumne tu bas mujhe dost mana hai,
Per mere liye meri dost bhen,pyaar,
Aur yaar tum hi tu ho yara tum bht aziz ho mere liye,
Tum apni keemat kya jano gi,
Tum tu khud ka khayal bhi nhi rakhti,
Aur yaha mujhe fikr lagi rehti hai tumhe kahin kuch ho na jaye,
Yaar tum jaan lo itna tum mere liye bht zaroori ho,
Aur sabse zyada mere dil ke kareeb ho,
Tum mujhe sabse pyaari lagti ho,
Laakhon ki is bheed mai tum ek hi kaafi lagti ho,
Tum ek hi kaafi lagti ho.
You Might Also Like This:
[…] Ye Mera Wada Hai, Tere Jaisa Yaar Kaha Talashon Gi […]