Karte hai meri buraiyon ka tazkirah bade shoq se log,
Jaise apne app ko farishta samajhte hai log,
Kehte hai mai buri bohot hu,
Gusse wali ghamandi pagal si hu mai,
Per unhe maloom nhi shyd mai sabke liye ek jaisi nhi hu,
Jo jaisa karta hai wo waisa bharta hai,
Mai sabke saath waisi hi rehti hu,
jaise wo mere saath raha karte hai,
Ab isse tum guroor kaho ya ghamand mai tu aisi hi hu,
Aur jo karte hai burai meri mere peeche,
Unse kehna hai mujhe zara himmat tu dikhaiye,
Saamne aaiye aur jo kehna hai wo kahiye.
Read More: Mai bhool jau usse, usse yaad karaya na karo, koi zaroorat nahi hai,
Other Articles
Previous
Tum Sabse Pyaari Lagti Ho
Next
September 11, 2023
Chodne Mai Dair Nhi Karti
Previous
September 10, 2023
No Comment! Be the first one.