Dedaar-e-yaar hua aaj kayi saal baad,
Unka bhi hamse saamna hua aaj kayi saal baad,
Ham unhe dekh kar muskuraye,
Wo hamme dekh kar sir jhukaye,
Hamne apna raasta badla unse milne ke liye,
Unhone apna raasta badla hamse door jane ke liye,
Aaj bhi hamne apne dil mai unke liye jagah rakhi thi,
Unhone ne tu hamme na jaane kabse dil se nikal feka hai,
Ajj unke is rawaiyye se ehsaas hua ham hi galat the,
Unhone tu hamara rishta bhi bhoola baitha hai,
Fir takleef hui hamare dil mai,
Magar fir yaad aaya unhone hi tu kaha tha,
Ab bichad rahe hai tu mile ge nhi ham ab kabhi,
Ye tu raasta hai kayamat tak waasta nhi rakhna tha unhe mujhse,
Kayamat mai bhi mera saamna karne se wo na katra jaye,
Aur pehle ki tarah hi tum hi galat ho mai hi sahi hu wo fir se ye na keh jaye.
Read More: Apni Kaid Se Aazad Kardo, Sab gawa aaye hai, Wo Meri Pyaari Bhen Hai,
[…] Hamse Door Jane Ke Liye, Anjaan Bani Kyu Firti Ho, Mujhe Chod Hi Diya, […]
[…] More: Wo Yaar Bht Yaad Aate Hai, Hamse Door Jane Ke Liye, Mujhe Chod Hi […]