Khud ko jine ki tasalli aur bahane nhi deta,
Ab jo Teri yaad bhi aaye tu mai aane nhi deta,
Kehta hu mai khud se ye rozana,
Ab usko hai zaroori bhul jana,
Fir gam se kehta hu aao tumhe jaane nhi dunga,
Jo fir gam aa jai tu mai usse jaane nhi deta,
Log karte h laakh burai hi sahi meri per,
Mai unhe kabhi ulta jawab nhi deta,
Deta hu jab bhi kisi ko jawab tu mai adab ke khilaf nhi deta,
Wo tum tum the jo chale gaye aur fir na aaye,
Aur ye mera zarf tha mai tumhe bd-dua nhi deta,
Aur jo tumne kiya tha mai usse bhoola nhi pata,
Per fir bhi mai kabhi tumhe tana nhi deta,
Ab tu tum aao tu bhi mai aane nhi dunga,
Jo chala jai door mujhse mai usse fir wapis aane nhi deta.
You Might Also Like These:
No Comment! Be the first one.